Dard ki behti dhara mein, aanshu ki ek aur boond
Pagal si ho gayi hai is duniya ki daudne ki dun,
Aasha bhi aatmahatya kar gayi, iske pehle mujhe ek mauka de gayi
Tere bina jeeta jar aha hun, apne pyar ka mazaak bana raha hun!
Par ab tujhe nahi pata chalega
Main mar raha hun tujhe dikhai nahi dega
Khali sabdh aur khuli Nakhon mein,
Muskaan ke peeche ka dard tumhe dikhai nahi dega.
Har sawal ka jawab sabke paas hai,
magar ek bhi sahi nahi hai
Aandha andhe ko raah dikha raha hai,
uski aankhon par bharosa karne ko keh raha hai
Pyar ke is krur sapne mein jee raha hun,
bebeas aur nagna aankhon se aanshu bahaye jaa raha hun

Samaaj ki bedhiyon mein jakad raha hun,
Paani ke kabra maut ka intezaar ka raha hun,
Sunaapan ke saagar mein doobh raha hun
Bachne ki umeed ko jhutla raha hun

Tere bina jeeta jar aha hun…………….